"Koi parinda manzil tak naa pahunche, jo pahunche to use raah bhatkatin...
Alfaz to nikalte sahi, par paunche to mayene kuch aur he kar, seena chhalni kar jaatin...
Har taraf chhod maayusi, dilo ke darmiyan zeher ghol aatin...
Kabhi laut kar wapas na aye wo kimti waqt, jo tha to abhi bhi bahut, par chura kar zaya kar jaatin...
Zeena muskil kia karti thi tab, uff aaj bhi vohi kucch pal jo mile, fanah kar jaatin...
Tanha chhod, sabki muskane chhin, zamine gili kar jaatin...
ye kambakht galatfehmian!"
- raw rasin

No comments:
Post a Comment